two shadows off human

two shadows off human

book_age4+
0
FOLLOW
1K
READ
others
dark
drama
tragedy
twisted
humorous
heavy
lighthearted
mystery
scary
like
intro-logo
Blurb

this book based on my life basikaly in this book i mention my life expirence which make me the perfect . i found everybody has own tallent but also they not relaise ther purpose of life they always trying two show there perfect side to people becuse nobody wants to people think about him like he is a very baad person becouse no body wants to talk about what is a perfect human .

chap-preview
Free preview
two shadows off human
Ariqa ne apne social midia account per aad dekhi aur wo use chi opprchunity lgi uske career ke kiye kyuki wo ghar me fre rehati thi aur usne socha kyu na is se uska dil bhi lag jayega aur wo thaoda busy rhegi to acha rhega . Lakin usne socha mujhe kuj likhna to ata nhi to main kaise kroogi ye sab fir usne socha wo kr legi vase bhi try krne me koi haraj nhi.raat ko jab wo free thi to wo sochne lgi ki main nowal kaise likh sakti hoo nowal to mere bs ki baat nhi aur uper se wo nowal enlish me likhna hai soch me pad gyi fir usne socha maine bhut saare nowal pde hai aur mujhe pta hai nowal kaide likhte hai kyu na main apni bhasha me hi nowal likhu baad me use translate kr sakti hoo isse kaam asaam ho jayega, usne , copy aut pen uthayea aur likhne lgi lakin wo kya likhe use smj nhi aa rhi thi . Usne aaise hi do chaar line likhi aur fit use faad diya.uske dimaag me aayea aise copy per likhna mushkil hai kyu na main apne phone me hi stdory likhu.usne phone notes khole aur likhne lgi use kuj smj nhi aa rha tha kya likhu.tabhi uske dimaag me uske bachpan ki kuj baate chalne lgi.aur wo apni sapno ki duniya me fir chali gyi.wo sochne lgi kaise bachpan se uska koi dost nhi hai uske paas koi aisa insaan nhi hai jo use smje kaise wo hnesha akeli rhi hai kaise wo hnesha pyaar ke liye tarsi hai ye sab soch hi rhi thi usne socha main apni khaani hi likhugi .use yaad aane lga kaise wo jab paida huyi to sab use pyaar krte the fir uske baad jaise wo thodi bdi huyi to uske papa nashe krne lge aur uske baad uska bhai jab paida huya to kaise cheeje aur bigadne lgi.uski mummy hmesha use btaati thi ki jab se to paida huyi hai meri zindgi barbaad ho gyi hai. Wo hmesha ye sochti ki meti kya lgti hai uske naazuk man per ye cheeje bhut jor se lgti wo akele me roti aur apna sara gussa apne uper utaar deti wo apne baal khichti aur jor jor sr sofe par sir patakti.fir areeqa ko yaad ayea jab wo shoti thi tab uske papa ne sab kuj nashe me bech diya aur mummy ko bhi ye sab nhi pta tha jab sab kuj nana ko pta lga to unhone apni beti ki hifaajat ke liye sab kuj gao se bech kr use shahar me ghar le diya. Lakin ghar ke poore paise ariqa te chacha ko dene the kyuki unhine hi areeka ke papa ka ghar kharida tha aur vadha kiya tha eo saare paise usdin tak de denge jisdin ghar unke naam ho jayega per aisa kuj nhi hua onhone apni bahan mtlb ariqa ki bua ke saath mil kr ghar bina paise diye apne naam krwa liya tha . Tab ariqa ke pita ne apne bhai ke khilaaf thaane me complain ki per wo kuj nhi kr paaye kyuki baaki ke rishteydaar ariqa ke chacha ke saath the.jo ghar ariqa ke nana ne shahar me leke diya tha uske paise time per na dene ki wajah se wo ghar bhi unse sheen gya per uske ariqa ke nana ki jaan pahchaan hone ki wajah se kuj paise wapis mil gye . Ariqa ke nana ne socha agar ye sab hi chalta rha to uski beti kaise jiyegi onhone kuj paise aur ekathe kiye aur uhne ghar apne saath hi ghar me kamre bna diye jisde unki ladki thik rhe. Ariqa ke daady kabhi ghar aate kabhi bhaag jaate mahina mahina unka kuj pta nhi chalta. Ariqa hmesha sochti rehti aur sochte sochte so jaati . Wo apni ek alag duniya me rehne lgi .wo bahr se to kaafi sharmili bhudu aur pgl si lgti thi . Lakin use bolna bhut pasand tha use kisi se baate krna nhi khudse baate krna bhut pasand tha wo sochti thi jab main bdi ho jaungi ye kroogi wo kroogi.sab ko achi life doongi per kisi se shaadi nhi kroogi kyuki wo bhi uske papa ki tarh hi hoge. Fir jab wo thodi bdi huyi school jaane lgi tab wo ek budhu ldki thi use kuj smj nhi ata tha sb uska majaak udaate the sab use ek pgl ladki smjte the jo kisi se baat nhi krti thi . Time bdlne le saath uske papa fir ghar shod kr chale gye . Aur uski mummy bhi use naani kr paas shod ke uske bhai ko saath leke ek asharam me chali gyi .ariqa ka priwaar pichli kyi pidiyo se wha ja rha tha aur wo unhe apna kul guru mante the .ariqa akeli reh ghi in saalo me bhut kuj badal gya tha yha phle ariqa ke nanehal bhut ameer aur samridh tha wha kuj bhi ab phle jaisa nhi tha uske bde mama mami wha se door jaake rehane lge the aur shote mama ki shaadi ho gyi thi uske shote mama ki shaadi unke rishteydaari me hi huyi thi to uski maami bhut achi thi wo hmesha ariqa ko pyaar krti . Hamesha us se baat krti . Aur bhut pyaar se rakhti ghar ki halat achi na hone ki wajah se ariqa ki naani ko kaam per jana pdta tha gharme koi nhi rehta tha surf ariqa ki maami aur ariqa aur uski shoti maasi ki abhi marrige nhi huyi thi to bhi saath me hi rehati thi .time bitne lga aur ariqa ke papa wapis aa gye per ariqa ki mummy abhi bhi asharam me hi thi

editor-pick
Dreame-Editor's pick

bc

The Biker's True Love: Lords Of Chaos

read
207.2K
bc

Shifted Fate

read
365.9K
bc

The Pack's Doctor

read
508.6K
bc

Chosen, just to be Rejected

read
98.4K
bc

Hell Hounds MC: Welcome to Serenity

read
88.6K
bc

MARDİN ÇİÇEĞİ [+21]

read
543.2K
bc

Claimed by my Brother’s Best Friends

read
522.8K

Scan code to download app

download_iosApp Store
google icon
Google Play
Facebook