naina ki kismat
naina bin ma bap ki lardki jiska is duniya me koi nahi hai. aaj se 20 sall pahle anju our sahil do dost jo ak dusre se behad pyar kate the lekin unke ghar vale is pyar ko nahi mante the. kyoki nju hindu our sahil muslim tha. ekin unka pyar itna gahra tha ki bina apne ma bap ke prawah kiye dono ghar se bhag ke sadi karliy. oh dono ak dusre me bhout khush the. sahil bagal ki dukan par kam karta our anju ghar sambhalti. istarha unka jivan bitne laga. fir 5 sall bad nai na ka janm hu uski aakhe itni pyari thi isliye uska name naina rakha gya. naina ab dhire dhire badi ho ne lagi ab school jati. ak dine naina apni mami papa se kahti hai ghumne le jane ki jiad karti hai uske mamu papa ushe leke ghumane jate hai tabhi road acident me uske papa mar jate hai our ma andhi ho jati hai. ab choti si bachchi jo sirf 10 sall ki hai uske upar ghar ki jimedari aajati hai jisdukan me uske papa kam karte the oha ke malik bahut dyalu the unhone naina our uski ma ki bhut madad ki our naina ko apne aha kam par bhi rakhliya ab naina subah jaldi uth kar ghar ka kam karti fir school jati school se aakar dukan me kam karti fir rat ko padhai karti isitarha mehant karte huye